1. Sab Se Pehle Aap Ne 1 Usb Laini He Jo 2gb Ya Is Se Choti Ho. Usb Puri Khali Honi Chaiye.
2. Usb Ko Computer Main Lagain Or Is Ka Name Change Kar Ke "Ram Drive" Rakh Rakh Dain.
3. Ab My Computer Ki Properties Me Jayein Or Advance Me Click Karain. Phir Perofomance Ki Setting Mein Jayien. Phir Advance Me Jayein Or Virtual Memory Mein Change Pe Click Karain.
4. Ab Ram Drive Pe Click Karain Phir Costum Or Maximum Size Pe Click Krein. Valve Availibale Size Se 5 MB Kam Kar Kr Ke Likh Dein.
5. Ab Apply Pe Or Phir Ok Pe Click Karain.
6. Yahan Coumputer Restart Ka Option Ayga. Ok Kr Dein.Computer Restart Ho Jaye ga. Ab Apki Usb Ram K Tor Pe Kam Kar Rahi Hai.
7. Yad Rakhein,Usb Unused UsE Karain. Kiun K Is K Bad Usb Nahi Nikalni. Warna Computer Crash Ho Jyga.
Try IT And See The Difference...End